Suno To Ye Mausam -Lyrics | Mushaira
Song : Mein Khoya Sa Rehta hu
Movie : Mushaira
Singer : Harshit Giri
Lyrics : Ashutosh Ramashankar
Composer: Harshit Giri
Starring : Ashutosh Ramashankar, Krutikka
Label : Gold Mont Pictures
Suno to ye mausam , Kya keh raha hai
Aandhi ho ya toofan, Andhera to hua hai
Teri behki behki baton me maza hai jo,
jahan chale waha lage hawa hai wo,
Aisa kya hua hai, Ye mausam badal gya hai,
Aane se tere, Aaya jeene me maza hai
Suno to ye mausam, kya keh raha hai
Aandhi ho ya toofan, Andhera to hua hai
Written by: Ashutosh Ramashankar